Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya
Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul ThaBarbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh LiyaJo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda
Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho JahanMaein Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda
Friday, April 22, 2011
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNazar se manzil ko door karta hai dhua,
ReplyDeleteRaaste se rasta dhundhla karta hai yea dhua,
Jal Jal ke is zamein mein mil jaana hai.
Nishan na rahega, lay jayega dhua...