Friday, April 22, 2011

My Life's Philosophy So Far...

Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya

Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul ThaBarbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh LiyaJo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho JahanMaein Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

2 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Nazar se manzil ko door karta hai dhua,
    Raaste se rasta dhundhla karta hai yea dhua,
    Jal Jal ke is zamein mein mil jaana hai.
    Nishan na rahega, lay jayega dhua...

    ReplyDelete