Friday, April 22, 2011

My Life's Philosophy So Far...

Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya

Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul ThaBarbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh LiyaJo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho JahanMaein Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda